Holi Folk Song

March 22, 2008

This folk song is actually a ‘bhajan’ (devotional song)
composed by Mira Bai, the famous devotee of Lord Krishna.

Syama Piya More Rangade Chunariya
Syama piya more rangade chunariya
Aisi rangade ke ranga nahi chhute Dhobiya dhoye chahe yeh sari umaria
Lal na rangaun main, hari na rangaun Apane hi ranga mein rangade chunariya
Bina rangaye main to ghar nahi jaungi Beet hi jaye chahe yeh sari umariya
Jal se patala kaun hai Kaun bhumi se bhari Kaun agana se tej hai Kaun kajala se kari
Jala se patala jnana hai Aur pap bhumi se bhari Krodha agana se teja hai Aur ik kalana kajala se kari
Mira ke prabhu giridhara nagara Prabhu charanana mein Hari charanana mein Syama charanana mein lagi najaria